Aks Jal Jaenge Aaine Bikhar Jaenge
aks jal jā.eñge ā.īne bikhar jā.eñge ḳhvāb in jāgtī āñkhoñ meñ hī mar jā.eñge ham ki dil-dāda kahāñ raunaq-e-bāzār ke
aks jal jā.eñge ā.īne bikhar jā.eñge ḳhvāb in jāgtī āñkhoñ meñ hī mar jā.eñge ham ki dil-dāda kahāñ raunaq-e-bāzār ke
maiñ ek ret kā paikar thā aur bikhar bhī gayā ajab thā ḳhvāb ki maiñ ḳhvāb hī meñ Dar bhī
raat aatī hai to tāqoñ meñ jalāte haiñ charāġh ḳhvāb zinda haiñ so āñkhoñ meñ jalāte haiñ charāġh āñdhiyāñ ab
pattharoñ par vādiyoñ meñ naqsh-e-pā merā bhī hai rāstoñ se manziloñ tak silsila merā bhī hai paañv us ke bhī
har rañg-e-tarab mausam o manzar se nikālā ik rāsta phir sa.ī-e-mukarrar se nikālā chalne lagī har samt se jab bād-e-ḳhush-āsār
na malāl-e-hijr na muntazir haiñ havā-e-shām-e-visāl ke ham asiir apnī hī zaat ke kisī ḳhvāb ke na ḳhayāl ke mire
mizha pe ḳhvāb nahīñ intizār sā kuchh hai bahār to nahīñ aks-e-bahār sā kuchh hai mujhe milā na kabhī farsh-e-gul
maiñ hajv ik apne har qasīde kī rad meñ tahrīr kar rahā huuñ ki āp-apne se huuñ muḳhātab ḳhud apnī
na.e paikar na.e sāñche meñ Dhalnā chāhtā huuñ maiñ mizāj-e-zindagī yaksar badalnā chāhtā huuñ maiñ zamīñ terī kashish ne rok
dasht mar.ūb hai kitnā mirī vīrānī se muñh takā kartā hai har dam mirā hairānī se log dariyāoñ pe kyuuñ