Dars-E-Adab-E-Junun Yaad Dilane Wale
dars-e-ādāb-e-junūñ yaad dilāne vaale aa ga.e phir mirī zanjīr hilāne vaale kis tarah kho.e ga.e aks-e-ravāñ kī sūrat shahr-e-hairāñ meñ
dars-e-ādāb-e-junūñ yaad dilāne vaale aa ga.e phir mirī zanjīr hilāne vaale kis tarah kho.e ga.e aks-e-ravāñ kī sūrat shahr-e-hairāñ meñ
apnī sadā kī guuñj hī tujh ko Darā na de ai dil tilism-e-gumbad-e-shab meñ sadā na de dīvār-e-ḳhastagī huuñ mujhe
ek samundar ek kināra ek sitārā kaafī hai is manzar meñ us ke alāva koī akelā kaafī hai dene vaalā
ab aur chalne kā is dil meñ hausla hī na thā ki shahr-e-shab meñ ujāle kā shā.iba hī na thā
kār-e-ahl-e-vafā jehd-o-taslīm hai ham bhī taslīm meñ kyā ta.ammul kareñ zaat ke dasht kitne hī darpesh haiñ kyā kareñge agar
ḳhafā na ho ki tirā husn hī kuchh aisā thā maiñ tujh se pyaar na kartā to aur kyā kartā
kuchh to ġham-ḳhāna-e-hastī meñ ujālā hotā chāñd chamkā hai to ehsās bhī chamkā hotā ā.īna-ḳhāna-e-ālam meñ khaḌā sochtā huuñ maiñ
har shaḳhs is hujūm meñ tanhā dikhā.ī de duniyā bhī ik ajiib tamāshā dikhā.ī de ik umr qat-e-vādī-e-shab meñ guzar
laraz laraz ke dil-e-nā-tavāñ Thahar hī na jaa.e firāq-e-sāz kahīñ rūh-e-naġhma mar hī na jaa.e utaar le kisī shīshe meñ
ġhubār-e-ehsās-o-pesh-o-pas kī agar ye bārīk tah haTā.eñ to ek pal meñ na jaane kitne zamānoñ ke aks thartharā.eñ ḳhizāñ agar