Ajab Si Gard Jami Hai Yahan Fazaon Mein
ajab sī gard jamī hai yahāñ fazāoñ meñ ki jaise dhuñd milī ho kahīñ havāoñ meñ jo manziloñ ke nishānāt
ajab sī gard jamī hai yahāñ fazāoñ meñ ki jaise dhuñd milī ho kahīñ havāoñ meñ jo manziloñ ke nishānāt
tumhāre shahr meñ kyoñ ḳhāmushī hai yahāñ har aañkh meñ kaisī namī hai kahīñ se DhūñD kar laao vo lamha
zinda rahte hue zindagī chhoḌ dī ik ḳhushī ke liye har ḳhushī chhoḌ dī us ne tārīkiyoñ meñ jo chhoḌā
maiñ kyā kahūñ ki ye kyūñkar udaas rahtā hai tumhāre baad to dil mahv-e-yās rahtā hai maiñ kyā karūñgā bhalā
ye vahm thā mirā yā phir havā kā jhoñkā thā thā mahv-e-ḳhvāb uThāyā balā kā jhoñkā thā ukhāḌ pheñkā hai
sub.h miTTī hai shaam hai miTTī ya.anī apnā maqām hai miTTī kis jagah par karūñ baserā maiñ jo bhī hai
diloñ kī ḳhaak uḌne se tumheñ kyā farq paḌtā hai kisī ke jiine marne se tumheñ kyā farq paḌtā hai
samajh rahe the ki ab āsmān barsegā ye soch kab thī ki vo mehrbān barsegā vo vaqt duur nahīñ jab
milne kā imkān banā.e baiThe ho kis ko dil aur jaan banā.e baiThe ho barsīñ āḳhir bārish jaise kyoñ āñkheñ
jab kabhī dard ke māroñ kī taraf dekhtā huuñ maiñ haqīqat meñ sitāroñ kī taraf dekhtā huuñ Dūbtā huuñ to