Ras Un Aankhon Ka Hai Kahne Ko Zara Sa Pani
ras un āñkhoñ kā hai kahne ko zarā sā paanī saiñkaḌoñ Duub ga.e phir bhī hai itnā paanī aañkh se
ras un āñkhoñ kā hai kahne ko zarā sā paanī saiñkaḌoñ Duub ga.e phir bhī hai itnā paanī aañkh se
bhole ban kar haal na pūchho bahte haiñ ashk to bahne do jis se baḌhe bechainī dil kī aisī tasallī
ārām ke the sāthī kyā kyā jab vaqt paḌā to koī nahīñ sab dost haiñ apne matlab ke duniyā meñ
aaj be-āp ho ga.e ham bhī aap ko pā ke kho ga.e ham bhī daane kam the dukhoñ kī simran
aañkh se dil meñ aane vaalā dil se nahīñ ab jaane vaalā ghar ko phūñk ke jaane vaalā phir ke
jin rātoñ meñ niiñd uḌ jaatī hai kyā qahr kī rāteñ hotī haiñ darvāzoñ se Takrā jaate haiñ dīvāroñ se
naale majbūroñ ke ḳhālī nahīñ jaane vaale haiñ ye sotā huā insāf jagāne vaale had se Takrātī hai jo shai
taqdīr pe shākir rah kar bhī ye kaun kahe tadbīr na kar vā bāb-e-ijābat ho ki na ho zanjīr hilā
pher jo paḌnā thā qismat meñ vo hasb-e-ma.amūl paḌā ḳhanda-e-gul se uḌā vo sharāra ḳhirman-e-dil par phuul paḌā dekh idhar
aane meñ jhijhak milne meñ hayā tum aur kahīñ ham aur kahīñ ab ahd-e-vafā TuuTā ki rahā tum aur kahīñ