KHwab Aankhon Mein Nahin Dil Mein Tamanna Bhi Nahin
ḳhvāb āñkhoñ meñ nahīñ dil meñ tamannā bhī nahīñ ishq māyūs huā ho magar aisā bhī nahīñ un kī ulfat
ḳhvāb āñkhoñ meñ nahīñ dil meñ tamannā bhī nahīñ ishq māyūs huā ho magar aisā bhī nahīñ un kī ulfat
sitam ke maare lahū meñ Duube hue nazāroñ kā kyā karūñgā sisakte ġhuncho tumhīñ batāo maiñ in bahāroñ kā kyā
qalb-o-nazar kā sukūñ aur kahāñ dosto kū-e-butāñ dosto kū-e-butāñ dosto merā hī dil hai ki maiñ phirtā huuñ yuuñ ḳhanda-zan
maiḳhāne pe chhā.ī hai afsurda-shabī kab se sāġhar se gurezāñ hai ḳhud tishna-labī kab se ai sāya-e-gesū ke dīvāno batāo
inqilāb-e-sahar-o-shām kī kuchh baat karo dosto gardish-e-ayyām kī kuchh baat karo jām-o-mīnā to kahīñ aur se le ā.eñge mai-kasho sāqī-e-gulfām
maiñ pursish-e-ġham-e-furqat kī daad detā huuñ tirī latīf nadāmat kī daad detā huuñ malāl-e-tark-e-marāsim to kuchh nahīñ lekin is ehtiyāt-e-mohabbat
kitne saaqī ma-e-gulfām liye phirte haiñ aur ham haiñ ki tahī-jām liye phirte haiñ umr guzrī ke tabassum kī tarah
yuuñ to bahut hasīñ hai bahār-e-chaman kī yaad dil par magar hai naqsh isī anjuman kī yaad ham ḳhud ġham-e-hayāt
husn-e-ma.asūm agar rāz-e-nihāñ tak pahuñche ġham kā me.aar ḳhudā jaane kahāñ tak pahuñche ishq meñ yuuñ to sabhī sūd-o-ziyāñ tak
tire baġhair gul-o-nastaran pe kyā guzrī na pūchh ab ke bahār-e-chaman pe kyā guzrī ma.āl-e-jur.at-e-mansūr kuchh sahī lekin savāl ye