Maine Ek KHwab Kya Suna Dala
maiñ ne ik ḳhvāb kyā sunā Daalā bhā.iyoñ ne kueñ meñ jā Daalā yaar tum bhī ajab madārī ho saañp
maiñ ne ik ḳhvāb kyā sunā Daalā bhā.iyoñ ne kueñ meñ jā Daalā yaar tum bhī ajab madārī ho saañp
maiñ ne usī se haath milāyā thā aur bas vo shaḳhs jo azal se parāyā thā aur bas lambā safar
kahīñ to pheñk hī deñge ye baar sāñsoñ kā uThā.e bojh jo phirte haiñ yaar sāñsoñ kā anā ġhurūr takabbur
uThā rahe ho jo yuuñ apne āstāñ se mujhe nikāl kyuuñ nahīñ dete ho dāstāñ se mujhe ḳhabar nahīñ hai
pattharoñ ko sunā.ī detā hai jo tū aise duhā.ī detā hai peT ḳhālī ho gar parindoñ kā daam kis ko
milegā is kā mujhe kyā uThā ke laayā huuñ purāne vaqt kā sikka uThā ke laayā huuñ tumhārī tishnagī dekhī
marte hue vajūd kī hasrat tamām-shud sāñsoñ se lipTī āḳhirī chāhat tamām-shud dast-e-qazā baḌhā hai mirī samt alvidā.a ai etikāf-e-ishq
ḳhudī ke zo.am meñ aisā vo mubtalā huā hai jo aadmī bhī nahīñ thā vo ab ḳhudā huā hai vo
taarī rahegā soch pe vahshat kā bhuut kyā TūTegā kisī taur ye shab kā sukūt kyā paḌtī nahīñ hai aañkh
zād-e-rah le ke yādoñ kī tanvīr maiñ gum-shuda rāstoñ kā huuñ rāhgīr maiñ us se kah do ki le jaa.e