Tan Tanz Aawaze Sun Rahe Ho Ab Bolo
taan tanz avaze sun rahe ho ab bolo bolne ke khamiyaze sun rahe ho ab bolo baat bas zara si
taan tanz avaze sun rahe ho ab bolo bolne ke khamiyaze sun rahe ho ab bolo baat bas zara si
tabahi ka bahana dhundti hai hava edi ke bal phir ghumti hai andhere surmai badal hain aise zamin ab asman
vo aadat hai to aadat se kinare ho bhi sakta hai magar is saari koshish men khasara ho bhi sakta
darkhto? muntazir ho! paniyon men jhankte kya ho? khade ho sakit-o-jamid khud apne aks ki hairaniyon men gum tako ik
kaisi girhon men tar-e-nafas hai ye uljha hua saari peshaniyon par lakiron ka phaila hua jaal hai is men jakdi
december ke dalan men is chamakti hui aftabi tamazat ko ruuh men utare kiran-dar-kiran tum kise dekhti ho khunuk si
tumhen khojti hain jo ankhen… tum un men kise dekhte ho? koi gum-shuda muskurahat… jo dil ke khalaon ko bharne
faqat khali pinjra badan ka pada tha aur nim-va in kivadon ki har charcharahat men hairaniyan bolti thiin zamin ki
main aghaz-e-hasti se havva ki surat huun aadam ki khvahish ka ik shakhsana zamin ko basane ka bas ik bahana!
yahi din to azal se meri qismat tha magar ankhon men sahra ne bhari vo ret sab tarik lagta tha