Had-E-Nazar Se Mera Aasman Hai Poshida
had-e-nazar se mirā āsmāñ hai poshīda ḳhayāl-o-ḳhvāb meñ lipTā jahāñ hai poshīda chalā maiñ jānib-e-manzil to ye huā ma.alūm yaqīñ
had-e-nazar se mirā āsmāñ hai poshīda ḳhayāl-o-ḳhvāb meñ lipTā jahāñ hai poshīda chalā maiñ jānib-e-manzil to ye huā ma.alūm yaqīñ
mausam sard havāoñ kā mere ghar se niklā thā chup taarī thī duniyā par ek faqat maiñ royā thā vo
apne dil kī aadat hai shahzādoñ vaalī jaltī rakhtā hai qindīl murādoñ vaalī vīrāne par bin barsā ik bādal huuñ
tū jism hai to mujh se lipaT kar kalām kar ḳhushbū hai gar to dil meñ simaT kar kalām kar
dīvār par likhā na paḌho aur ḳhush raho kahtā hai jo gajar na suno aur ḳhush raho apnā.iyat kā ḳhvāb
tū bhī kar ġhaur is kahānī par jo likhī jā rahī hai paanī par ye zamīñ zar ugā.egī ik din
sāñsoñ meñ mil ga.ī tirī sāñsoñ kī baas thī bahkī huī nazar thī ki phir bhī udaas thī be-shak shikast-e-dil
ahd-e-hāzir ik machine aur us kā kārinda huuñ maiñ reza reza ruuh merī hai magar zinda huuñ maiñ maiñ huuñ
safīna le ga.e maujoñ kī garm-joshī meñ hazīmat aa.ī nazar jab kinārā-koshī meñ nasha chaḌhā to zabāñ par na iḳhtiyār
ḳhvāboñ kī tafsīl batā kar jā.eñge jo uTThī hai dhuul biThā kar jā.eñge aap agar chāheñ to haañ ārām kareñ