Ye Mohabbat Ka Jo Ambar paDa Hai Mujh Mein
ye mohabbat kā jo ambār paḌā hai mujh meñ is liye hai ki mirā yaar paḌā hai mujh meñ chhīñT
ye mohabbat kā jo ambār paḌā hai mujh meñ is liye hai ki mirā yaar paḌā hai mujh meñ chhīñT
charāġh haath meñ ho to havā musībat hai so mujh marīz-e-anā ko shifā musībat hai sahūlateñ to mujhe raas hī
use chhūte hue bhī Dar rahā thā vo merā pahlā pahlā tajraba thā agarche dukh hamāre mushtarak the magar jo
umr kī saarī thakan laad ke ghar jaatā huuñ raat bistar pe maiñ sotā nahīñ mar jaatā huuñ akasr auqāt
saḳht mushkil meñ kiyā hijr ne āsān mujhe dūsrā ishq huā pahle ke daurān mujhe tere andar kī udāsī ke
sahar ko khoj charāġhoñ pe inhisār na kar havā se dostī rakh us kā e’tibār na kar yaqīn kar o
din le ke jā.ūñ saath use shaam kar ke aa.uuñ be-kār ke safar meñ koī kaam kar ke aa.uuñ be-mol
sulh ke ba.ad mohabbat nahīñ kar saktā maiñ muḳhtasar ye ki vazāhat nahīñ kar saktā maiñ dil tire hijr meñ
havā kā taḳht bichhātā huuñ raqs kartā huuñ badan charāġh banātā huuñ raqs kartā huuñ maiñ baiTh jaatā huuñ takiya
maiñ jab vajūd se hote hue guzartā huuñ ḳhud apne-āp pe rote hue guzartā huuñ isī liye to mujhe tū