Ye Lagta Hai Ab Bhi Kahin Kuchh Bacha Hai
ye lagtā hai ab bhī kahīñ kuchh bachā hai tumhārā diyā zaḳhm ab tak harā hai kaho kaun sī shakl
ye lagtā hai ab bhī kahīñ kuchh bachā hai tumhārā diyā zaḳhm ab tak harā hai kaho kaun sī shakl
nazar bhar ke yuuñ jo mujhe dekhtā hai batā bhī de mujh ko ki kyā sochtā hai mohabbat nahīñ jaise
ye ġham phir se ubhartā jā rahā hai mujhe hairān kartā jā rahā hai sunā me.ayār girtā jā rahā hai
ai ḳhudā jism meñ tū ne ye banāyā kyā hai dil to ye hai hī nahīñ phir ye dhaḌaktā kyā
ġharaz paḌne pe us se māñgtā hai ḳhudā hotā hai ya.anī māntā hai ka.ī din se sharārat hī nahīñ kī
apne hisse kī anā duuñ to anā duuñ kis ko apnī nazroñ se girā duuñ to girā duuñ kis ko
qismat apnī aisī kachchī niklī hai har mahfil se bas tanhā.ī niklī hai ḳhat us ke jab aaj jalāne baiThā
maazī ke jab zaḳhm ubharne lagte haiñ āñkhoñ se jazbāt bikharne lagte haiñ zehn-o-dil meñ us kī yādeñ aate hī
terī tasvīroñ ko dekh pighaltī haiñ ab ye āñkheñ ham se nahīñ sambhaltī haiñ har din chehra alag tarah kā
mujh meñ hai kuchh dard bachā so zinda huuñ chāragar ne bol diyā so zinda huuñ maiñ bas marne hī