Jo Mai-Kade Se Bhi Daman Bacha Bacha Ke Chale
jo mai-kade se bhī dāman bachā bachā ke chale tirī galī se jo guzre to laḌkhaḌā ke chale hameñ bhī
jo mai-kade se bhī dāman bachā bachā ke chale tirī galī se jo guzre to laḌkhaḌā ke chale hameñ bhī
roz jo martā hai is ko aadmī likkho kabhī tīrgī ke baab meñ bhī raushnī likkho kabhī saañs lenā bhī
tīrgī hī tīrgī hai bām-o-dar meñ kaun hai kuchh dikhā.ī de to batlā.eñ nazar meñ kaun hai kyuuñ jalātā hai
manzil-e-shams-o-qamar se guzre jab tirī rāhguzar se guzre shab kī gaatī huī tanhā.ī meñ kitne tūfāñ the jo sar se
hamīñ the jān-e-bahārāñ hamīñ the rañg-e-tarab hamīñ haiñ bazm-e-mai-o-gul meñ aaj mohr-ba-lab vahī tujhe bhī nazar aa.e be-adab jo log
zindagī ek sazā ho jaise kisī gumbad kī sadā ho jaise raat ke pichhle pahar dhyān tirā koī saa.e meñ
kyā batā.eñ kahāñ kahāñ the phuul ḳhaak uḌtī hai ab jahāñ the phuul bhīgī bhīgī sī dekh kar kaliyāñ muskurā.e
maiñ tirī dastaras se bahut duur thā phir bhī nazdīk aane pe majbūr thā aaj maiñ hī sazā-vār-e-jaur-o-sitam kal tirī
ho sake to dil-e-sad-chāk dikhāyā jaa.e ab bharī bazm meñ ahvāl sunāyā jaa.e haa.e us jān-e-tamannā se nibhegī kaise ham
aaj vo phuul banā husn-e-dil-ārā dekhā sach huā pichhle baras jo bhī kahā thā dekhā dhyān meñ laa.e tasavvur meñ