Tum Sarwat Ko paDhti Ho
tum sarvat ko paḌhtī ho kitnī achchhī laḌkī ho baat nahīñ suntī ho kyuuñ ġhazleñ bhī to suntī ho kyā
tum sarvat ko paḌhtī ho kitnī achchhī laḌkī ho baat nahīñ suntī ho kyuuñ ġhazleñ bhī to suntī ho kyā
man jis kā maulā hotā hai vo bilkul mujh sā hotā hai āñkheñ hans kar pūchh rahī haiñ niiñd aane
parā.ī niiñd meñ sone kā tajraba kar ke maiñ ḳhush nahīñ huuñ tujhe ḳhud meñ mubtalā kar ke usūlī taur
pahle-pahal laḌeñge tamasḳhur uḌā.eñge jab ishq dekh leñge to sar par biThā.eñge tū to phir apnī jaan hai terā to
adā-e-ishq huuñ puurī anā ke saath huuñ maiñ ḳhud apne saath huuñ ya.anī ḳhudā ke saath huuñ maiñ mujāvarān-e-havas tañg
ḳhvāb kā ḳhvāb haqīqat kī haqīqat samjheñ ye samajhnā hai to phir pahle tarīqat samjheñ maiñ javāban bhī jinheñ gaalī
tere aage sar-kashī dikhlā.uñgā? tū to jo kah de vahī ban jā.ūñgā ai zabūrī phuul ai niile gulāb mat ḳhafā
janāb-e-shaiḳh kī harza-sarā.ī jaarī hai udhar se zulm idhar se duhā.ī jaarī hai bichhaḌ gayā huuñ magar yaad kartā rahtā
ik hijrat kī āvāzoñ kā koī bain sune darvāzoñ kā zakariyyā peḌoñ kī mat sun ye jañgal hai ḳhamyāzoñ kā
maiñ jab vajūd ke hairat-kade se mil rahā thā mujhe lagā maiñ kisī mo.ajize se mil rahā thā maiñ jāgtā