khiDki Se Zara Jhank Le Ek Bar Mere Yar
khiḌkī se zarā jhāñk le ik baar mire yaar hai kaun tire dar pe talabgār mire yaar ik giit sar-e-shām
khiḌkī se zarā jhāñk le ik baar mire yaar hai kaun tire dar pe talabgār mire yaar ik giit sar-e-shām
jab jab us ko yaar manānā paḌtā hai surḳh labāda oḌh ke jaanā paḌtā hai tum mirī sochoñ par qabza
darīda dekh kar kapḌe hamāre udāsī ne liye bose hamāre hamārā dil nahīñ bas sar jhukā thā humakte rah ga.e
vasl kī raat ajab hijr manātā huā maiñ mujh meñ aatā huā tū tujh ko bhagātā huā maiñ ek tasvīr
kamre kī jab se tīrgī baḌhtī chalī ga.ī zaḳhmoñ se apnī dostī baḌhtī chalī ga.ī chāroñ taraf se ḳhud meñ
mere bahte ashkoñ meñ zā.iqa nahīñ hogā jab talak talātum meñ mo.ajiza nahīñ hogā sab parind shāḳhoñ se jaañ bachā
jab aks mirā shor machāne meñ lag gayā kamre se maiñ bhī ḳhud ko bhagāne meñ lag gayā almāriyoñ se
kab kis ko mayassar hai ye rutba ye amārī phūloñ kī kaTorī meñ hai shabnam kī savārī āñkhoñ meñ jalā.e
sabā ne kaan meñ aa kar kahā mile hī nahīñ hasīn log tire gaañv meñ rahe hī nahīñ hameñ kyā
jab mire nazdīk sūraj meñ kamī paidā huī phir añdheroñ ke shahar meñ raushnī paidā huī jab sadā-e-kun lagā kar