Safar Andar Safar Karte Agar Tum
safar andar safar karte agar tum kahānī muḳhtasar karte agar tum hameñ manzūr the saare tamāshe kisī unvān par karte
safar andar safar karte agar tum kahānī muḳhtasar karte agar tum hameñ manzūr the saare tamāshe kisī unvān par karte
use pahle pahal achchhā lagegā nayā rasta nayā rasta lagegā ta.alluq toḌnā mushkil nahīñ hai yahī ki dūsrā jhaTkā lagegā
kisī ke ishq kā maarā huā hai mukammal jiit ke haarā huā hai baḌā be-dard hai vo kyā batā.eñ hameñ
use bhī lauT kar aanā nahīñ thā vo jis ke sāmne rasta nahīñ thā usī ke ḳhvāb dekhe jā rahe
kisī ko phir use paane kī zid hai hamāre darmiyāñ aane kī zid hai mirī chāhat hai us ko rok
kaise kaise raaz chhupāne lagtī haiñ āñkheñ kaise aañkh churāne lagtī haiñ ḳhāmoshī se jab bhī ham do-chār hue āvāzeñ
zamīñ se āsmāñ tak kā safar hai yaqīñ jaisā gumāñ tak kā safar hai hameñ to raat din chalnā hai
jism TuuTā hai jaan TuuTī hai umr bhar kī thakān TuuTī hai vo jo phailā thā kal dhuāñ ban kar
hameñ patā bhī nahīñ kis kī vo kahānī thī vo is qadar thī na.ī ki bahut purānī thī kabhī jo
aise raste pe aa gayā huuñ maiñ jaise patthar koī hai yā huuñ maiñ us ne pūchhā hayāt kā qissa