Jaan Rahe Ya Na Rahe Nam Rahe
jaañ rahe yā na rahe naam rahe sāthiyo rasm-e-junūñ aam rahe bārhā sa.ī-e-talab kī ham ne ye alag baat ki
jaañ rahe yā na rahe naam rahe sāthiyo rasm-e-junūñ aam rahe bārhā sa.ī-e-talab kī ham ne ye alag baat ki
ham-nashīñ raat hai to raat bhī Dhal jā.egī sub.h-dam sūrat-e-hālāt badal jā.egī hiddat-e-shauq salāmat hai to zanjīr-e-jafā sūrat-e-sham.a kisī roz
din Dhalā shab huī charāġh jale bazm-e-rindāñ meñ phir ayāġh jale daf.atan āñdhiyoñ ne ruḳh badlā nā-gahāñ aarzū ke baaġh
dam-e-īsā yad-e-baizā ke qarīne vaale ab na mansūr na suqrāt se piine vaale vahī kuufī vahī lashkar vahī paimān-e-vafā vahī
milā jo koī yahāñ ramz-āshnā na mujhe vabāl-e-hosh rahā harf-e-mahramāna mujhe udaas phirtī hai shādāb vādiyoñ kī mahak hai kā.enāt
aañkh dariyā jigar lahū karnā kitnā mushkil hai aarzū karnā tajziya dil-nashīñ ḳhayāloñ kā hai ġhazāloñ kī justujū karnā tazkira
ġhair kī bad-gumāniyoñ pe na jā be-haqīqat kahāniyoñ pe na jā khīñch letā hai dāman-e-ehsās phuul kī be-zabāniyoñ pe na
maiñ samajhtā thā haqīqat āshnā ho jā.egā kyā ḳhabar thī merī bātoñ se ḳhafā ho jā.egā rafta-rafta ibtilā-e-ġham shifā ho
irfān-o-āgahī ke sazā-vār ham hue soyā paḌā thā shahr ki bedār ham hue tā umr intizār sahī par ba-roz-e-hashr achchhā
barq se āshiyāñ kā rishta hai arsh se ḳhāk-dāñ kā rishta hai mere afsāna-e-mohabbat se aap kī dāstāñ kā rishta