Kaliyon Ka Shabab
jis kali se sehn-e-gulshan tha saja us ka ras avara bhanvra pi gaya jo kali thi zinat-e-bazm-e-nashat ho gai vo
jis kali se sehn-e-gulshan tha saja us ka ras avara bhanvra pi gaya jo kali thi zinat-e-bazm-e-nashat ho gai vo
dar-haqiqat ḳhamushi me.araj hai guftar ki is se behtar koi bhi surat nahin iz.har ki ho gai hai nutq ki
mere ehsasat ki gahraiyon men hai nihan be-tavajjoh qabr ki manind ik andha kuaan is ki tah men koi qatra
markuz kis liye hai tumhari nazar bhala ashuftagan-e-dil ke darida libas par dekho to ahal-e-hikmat-o-danish ka iztirab tasḳhir-e-kaenat ki nakam
dil pe jo tarik sa ik aks hai nafs ke ifrit ka saaya nahin kar chuka hai vaar mujh par
divar men rauzan to hua karte hain lekin dil men nahin hota koi is daur men rauzan paḌti hai nazar
be-sabati ziist ki taslim karta huun magar kya zaruri hai ki be-maqsad bhi ho jaae hayat koi nasabulain ho gar
biite hue dinon ki hain yaden bhi ik azaab rahta hai zehn-o-qalb pe un ka sada itaab idrak-o-fahm ko bhi
zindagi ko ik jue ki tarah khela umr bhar aur koi baazi kisi manzil pe bhi haara nahin daanv jitne
paani se huvaida hoti hai duniya men ḳhuda ki rahmat bhi paani men dikhai deti hai tasvir-e-azab-o-la.anat bhi paani ki