Karobari Shahron Mein Zehn-O-dil Mashinen Hain Jism Karkhana Hai
karobari shahron men zehn-o-dil mashinen hain jism karḳhana hai jis ki jitni amadani itna hi baḌa us ke hirs ka
karobari shahron men zehn-o-dil mashinen hain jism karḳhana hai jis ki jitni amadani itna hi baḌa us ke hirs ka
yahi ik jism-e-fani javedani ka ahata karne vaala hai kirae ka makan hi la-makani ka ahata karne vaala hai Thahar
avaz ke saudagaron men itni fankari to hai sher-o-adab ke naam hi par garm-bazari to hai koi kahe koi sune
ab junun ke rat-jage ḳhirad men aa gae saare ḳhvab raushni ki zad men aa gae log pa gae haqiqaten
sataish na kijiye tabrra sahi nahin bint-e-angur Tharra sahi ta.assur nahin un ke ruḳh par na ho hai qur.an to
zehn par jab dard ḳhamoshi ki chadar tanta hai qatra qatra aankh se lafz-o-ma.ani chhanta hai har kas-o-na-kas ko raas
tumhare bin ab ke jan-e-jan main ne iid karne ki Thaan li hai ghamon ke ek ek pal se ḳhushiyan
mujhi men jiita hai suraj tamam hone tak main apne jism men aata huun shaam hone tak ḳhabar mili hai
tahi-daman barhana-pa ravana ho gaya huun tabahi chal tire shana-ba-shana ho gaya huun tiri raftar par qurban ja.un ai taraqqi
paḌho ibarat-e-taḳhliq-e-dard chehre par likhi hai karb ki rudad zard chehre par chhupa rahi hai ḳhad-o-ḳhal jhurriyan ban kar jami