dil Mujhe Samjhata Hai To dil Ko Samjhata Hun Main
dil mujhe samjhata hai to dil ko samjhata huun main jaane kaise aql ki baton men aa jaata huun main
dil mujhe samjhata hai to dil ko samjhata huun main jaane kaise aql ki baton men aa jaata huun main
husn-e-bazar to hai garmi-e-bazar nahin bechne vaale hain sab koi kharidar nahin aao batlaen ki vaadon ki haqiqat kya hai
kisi ki ziist ka bas ek baab sannata kisi ke vaste puura nisab sannata hai us ko lafz se matlab
aah bharta huun to bharne bhi nahin deta hai aur vo khamoshi se marne bhi nahin deta hai nakhuda kashti
vo bujh gaya to andheron ko bhi malal raha vo ik charagh jo jalne men bhi be-misal raha kabhi bhula
dara raha hai mujhe ek dar andhere men bichhad na jaae kahin ham-safar andhere men umadti kaali ghataon ko rokna
us ki ankhon men kuchh nami si hai vaqt ki nabz bhi thami si hai har taraf juun ki tuun
vo ik hasin kabhi tanha nahin nikalta hai ki jaise chand akela nahin nikalta hai har aadmi se vafa ki
amir-e-shahr ki chaukhat pe ja ke laut aaya gharib-e-vaqt angutha dikha ke laut aaya laga raha tha main badh chadh
jaane kaisa ye nuur hai mujh men chand koi zarur hai mujh men koi padhta nahin kabhi us ko vo