Sar-e-Asman Sar-e-Zamin
maalum nahin kya hua ki jins mohabbat pe haavi ho gai goya mohabbat haar gai aur jins jiit gai jo
maalum nahin kya hua ki jins mohabbat pe haavi ho gai goya mohabbat haar gai aur jins jiit gai jo
khatme se pahle agar khatm hona hai to samajh lo ki khatma ho chuka hai silai machine par meri aurat
ghalat logon ki barish ho rahi hai paani ki bajae un ki nahusat baras rahi hai ek kutta raat aur
baaz baten bahut maamuli hoti hain magar un ke daant puure jivan ko katte rahte hain ye ek nazm ke
tum ek hi libas nahin pahan sakte aur vo hai safar 27-sal se is arsa-e-be-zamini par main safar hi to
ye kis ki nida mavara-e-nida aa rahi hai ye roe maashiyat hai ya ghaib ka koi nurani haala maut ki
ab men kis se kahun ki kahne ke liye kuchh bhi nahin na harf-o-lafz na avaz na samaat koi rishta
jis jahan men meri avaz ne mujhe chhoda tha vo ab meri samaat se pare hai mujhe kuchh sunai nahin
aisa bhi nahin ki mujhe zindagi ke ped ke paas be-as aur be-sahara chhod diya gaya ho main ne abhi
ye sach hai ki hathon men tirshul thame biragi tumhin the khule asman ko tumhin tak rahe the hazaron baras