Mohabbat Ko Riya Ki Qaid Se Aazad Karna Hai
mohabbat ko riya ki qaid se azad karna hai hamen phir arzuon ka nagar abad karna hai shikast-e-fash deni hai
mohabbat ko riya ki qaid se azad karna hai hamen phir arzuon ka nagar abad karna hai shikast-e-fash deni hai
khamushi men hi la-javab na tha muskurahat ka bhi hisab na tha main use harf harf padhta gaya vo agarche
mizan-e-vaqiat men tola nahin gaya itna vo na-sipas tha likkha nahin gaya khushbu ki aarzu men saza qaid ki hui
zard chehron pe shadmani de harf-e-be-nam ko kahani de reza reza bikharta jaata huun mujh ko meri koi nishani de
vaqt rakhta hai jo sambhal ke log dhund kar la vahi kamal ke log tu ne dekha junun ke mele
tumhari tishna-nigahi ka ehtiram karen furat-e-dasht-e-tamanna tumhare naam karen ye hijr un ko mila hai unhi ki khvahish par ab
ratjagon ki saltanat taskhir kar kuchh diye ka naam bhi tahrir kar hai hisar-e-zat ke bahar shikast tu mire andar
zakhm ko maat kyuun nahin karte dard khairat kyuun nahin karte raste saaen saaen karte hain raste baat kyuun nahin
vaqt se aage nikalna chahiye ham ko ab paani pe chalna chahiye is se aage zindagi asan hai girne valon
halat mire dil ko lagane nahin dete ankhon men tire khvab sajane nahin dete zulmat ke pujari to bahut tang-nazar