Aag Laga di Pahle Gulon Ne Bagh Mein Wo Shadabi Ki
aag laga di pahle gulon ne baagh men vo shadabi ki aai khizan gulzar men jab gul-barg se gulkhan-tabi ki
aag laga di pahle gulon ne baagh men vo shadabi ki aai khizan gulzar men jab gul-barg se gulkhan-tabi ki
darpesh ajal hai ganj-e-shahidan kharidiye turbat ke vaste chamanistan kharidiye sauda pukarta hai ye fasl-e-bahar men gulshan na mol lijiye
ham hain ai yaar chadhae hue paimana-e-ishq tire matvale hain mashhur hain mastana-e-ishq dushmanon men bhi raha rabt-e-mohabbat barson khush
ghiste ghiste paanv men zanjir aadhi rah gai aadhi chhutne ki hui tadbir aadhi rah gai niim bismil ho ke
fasl-e-gul men hai irada su-e-sahra apna rang kya dekhiye dikhlata hai sauda apna ishq men ham jo mitate hain kisi
dil ko latka liya hai gesu men jab vo baithen hain aa ke pahlu men dabdabate hi ankhen pathrai kya
dil ko afsos-e-javani hai javani ab kahan koi dam men chal basenge zindagani ab kahan aap ulatre hain vo parda
chalte hain gulshan-e-firdaus men ghar lete hain tai ye manzil jo khuda chahe to kar lete hain ishq kis vaste
chahiyen mujh ko nahin zarrin qafas ki putliyan ashiyan janun jo hoven khar-o-khas ki putliyan ho gaiin be-rang jab agle
bulbul ka dil khizan ke sadme se hil raha hai gulzar ka muraqqaa mitti men mil raha hai aalam men