Mere Liye Sahil Ka Nazara Bhi Bahut Hai
mere liye sahil ka nazara bhi bahut hai girdab men tinke ka sahara bhi bahut hai dam-saz mila koi na
mere liye sahil ka nazara bhi bahut hai girdab men tinke ka sahara bhi bahut hai dam-saz mila koi na
bahar aaegi gulshan men to dar-o-gir bhi hogi jahan ahl-e-junun honge vahan zanjir bhi hogi isi ummid par ham gamzan
vo hamari samt apna rukh badalta kyuun nahin raat to guzri magar suraj nikalta kyuun nahin thiik uthte hain qadam
sarishk-e-gham ki ravani thami hai mushkil se jo baat kahni thi un se kahi hai mushkil se na jaane ahl-e-junun
gham-e-hayat ke pesh-o-aqab nahin padhta ye daur vo hai jo sher-o-adab nahin padhta koi to baat hai rudad-e-khun-e-nahaq men kahin
un se har haal men tum silsila-jumban rakhna kuchh madava-e-gham-e-gardish-e-dauran rakhna apne qaabu men zara gesu-e-pechan rakhna raas aata nahin
shab ko pazeb ki jhankar si aa jaati hai biich men phir koi divar si aa jaati hai in ka
kya bataen hal-e-dil un ki shanasai ke baad habs badhta hi chala jaata hai purvai ke baad ek muddat par
ajiib chiiz mohabbat ki vardat bhi hai hadis-e-dil bhi hai rudad-e-kaenat bhi hai obudiyat to hamara hai sheva-e-fitri agar khudai