Hum Ahl-e-Nazara Sham-O-Sahar Aankhon Ko Fidya Karte Hain
ham ahl-e-nazara sham-o-sahar ankhon ko fidya karte hain ham jalva jalva kahte hain vo parda parda karte hain ai naseh
ham ahl-e-nazara sham-o-sahar ankhon ko fidya karte hain ham jalva jalva kahte hain vo parda parda karte hain ai naseh
harim-e-dil se nikal aankh ke sarab men aa miri tarah kabhi maidan-e-iztirab men aa payambaron ki zabani kahi suni ham
us ne kyuun sab se juda meri pazirai ki maslahat-kosh thi har baat shanasai ki zakhm-e-dil ham ne sajae to
shauq-e-varafta chala shahr-e-tamasha ki taraf badh gae ham bhi hisar-e-husn-e-laila ki taraf ham se maujen kah rahi thiin aa miri
hamari tishna-labi ab subu se khelegi fughan-e-dil rag-e-jan-o-gulu se khelegi sambhal ke rahna ki is baar saiqal-e-abru koi baiid nahin
vo jo husn-e-kul ki dalil tha vo khayal aa ke saja gaya ladin yuun nigah se bijliyan koi jaise parde
kab se maang rahe hain tum se saghar se miina se khum se ham bhi kuchh kuchh khoe hue hain
andaz-e-numu kaisa alamnak nikala paivand-e-badan mera sar-e-khak nikala us ne dil-e-be-kaif ko bimar samajh kar darman ke liye nashtar-e-saffak nikala
khul gaya khalvat-e-tanhai ka qissa ai hai chal gaya shahr men afvah ka sikka ai hai qumri-o-tuti-o-bulbul hain jise dekh
tire shahr-e-amn ka kya kahen ki har ik makan juda sa hai hain daron pe qufl lage hue sar-e-taq diip