Sab Ek Na Ek Sarab Ke Chakkar Mein Rah Gae
sab ik na ik sarab ke chakkar men rah gae kya pher aadmi ke muqaddar men rah gae kya dard-e-mushtarak
sab ik na ik sarab ke chakkar men rah gae kya pher aadmi ke muqaddar men rah gae kya dard-e-mushtarak
ye to nahin ki badiya-paima na aaega ai dasht-e-arzu koi ham sa na aaega chalna nasib-e-zist hai yuun hi chale
vaqt ghamnak savalon men na barbad karen kuchh na kuchh sai-e-ilaj-e-dil-e-nashad karen ishq ko husn ke atvar se kya nisbat
zindagi khak-basar shola-ba-jan aaj bhi hai tujh ko kho kar tujhe paane ka guman aaj bhi hai ek be-nam si
khvabon ka nashsha hai na tamanna ka silsila ab rah gaya hai bas gham-e-duniya ka silsila abad duur duur hain
ishq ki sai-e-bad-anjam se dar bhi na sake ham tiri chashm-e-inayat se utar bhi na sake tu na milta magar
jab ye daave the ki har dukh ka mudava ho gae kis liye tum bais-e-khun-e-tamanna ho gae shauq ka anjam
maana apni jaan ko vo bhi dil ka rog lagaenge ahl-e-junun khud kya samjhe hain naseh kya samjhaenge shayad ashk
zamir-e-nau-e-insani ke din hain sadaqat ki jahanbani ke din hain tilism-e-sub.h-kazib khud hi tuuta tulua-e-sub.h-e-nurani ke din hain jumud-e-fikr toda
chand ka raqs sitaron ka fusun mangti hai zindagi phir koi andaz-e-junun mangti hai muddaten guzrin ki yakh-basta hue qalb-o-jigar